..
.
.
.
.
jesa kay aap ko maloom hai kay kangroo australia kay ilawa kahin nahi paye jatay
ye qissa kuch yoon hai kay jab pehli baar angraizon nay australia par qadam rakha or wo us jagah ponhchay jahan unhon nay kangroo ko pehli baar dekha to bohat heraan huay or unhon nay maqaami lagon say zariyaft kiya kay is janwar ka kya naam hai ... unhon nay kaha
Kangroo ....
yaani .....
"Maloom Nahi"
bas tab say is ka naam yehi parh gaya ....
"Maloom Nahi"
Unique Valentines Day Celebrations
6 years ago
0 comments:
Post a Comment